یوم عرفہ کے روزے کی فضیلت
Youm-e-Arafa ke rozey ki fazeelat
“ RASOOL ALLAH صلى الله عليه وسلم NE FARMAYA, YOUM-E-ARAFA KE ROZEY KE BAAREY ME MUJHEY ALLAH TA’ALA SE UMMEED HAI KE IS SEY EK SAABIQA SAAL (LAST YEAR) AUR EK AAINDA SAAL (NEXT YEAR) KE GUNAAH MUAAF HOTEY HAI”
DALEEL: SAHIH MUSLIM- KITAAB-UL-SIYAAM-1162B