قربانی کے گوشت کی تقسیم
Qurbani ke gosht ki taqseem
QURBANI KE GOSHT SE KHUD KHANA MASNOON HAI AUR SADQA KARNA WAJIB HAI AUR PADOSIYON, RISHTEYDARON KO DENA BHI MUSTAHAB HAI.
DALEEL: SURAH AL HAJJ-36, SAHIH BUKHARI WITH FATH AL-BARI
AUR ZAKHERA KARNA BHI SAABIT HAI
DALEEL: SAHIH BUKHARI-KITAB AL ADAAHI-5569
QURBANI ME SE KISI BHI CHEEZ (GOSHT,KHAAL WAGHEIRA) KO QURBANI KARNEY WALEY KE LIYE BECHNA NA-JAYAZ HAI. (SAHIH TARGHEEB-1088)